jio mobile phone ko flash ( Software Install ) kaise kre ?
10 Jul 2018
Add Comment
Ad Code Here
hello guys kaise hai aap ? guys aaj ka ye post kafi interesting hoga guys aap ne jio ka keypad mobile use to kiya hi hoga ya aap usko use kar rhe hai. to guys aaj ke hmare post ka main tital hai jio mobile phone ko flash ( Software Install ) kaise kre? ya How to flash (Install Software) in Jio Keypad Mobile Phone?
guys aaj me aap ko jio mobile phone me software install karna sikhauga or aap ko software install ki puri jankari duga to guys ab jyada time na lete huye caliye suru karte hai.
- hacked instagram account ko recover kaise kare in hindi
- [*New*] 10000+ WhatsApp Groups Invite Link Collection [*letest*]
mobile phone me software dalna ya update karna kyu jruri hota hai ?
guys mobile phone ke software ko time to time update karna bhut hi jruri hota hai kyu ki agar hum apne mobile ke software ko update nhi karte hai to hmara mobile hang none lagta hai or usme bhut sare security issues aane lagte hai jis se hmari privacy hack none ka bhi khatra bna rhata hai.
es liye agar hum apne mobile ko update karlete hai to mobile me mojud security issues katam ho jate hai jis se hmara private data safe rhata hai or guys agar kbhi mobile ka software creack ho jata hai tab bhi hme apne mobile me software ko dalna ya update karna padta hai.
guys ye karan hai ki apne mobile me software ko dalna ya update karna padta hai.
es liye agar hum apne mobile ko update karlete hai to mobile me mojud security issues katam ho jate hai jis se hmara private data safe rhata hai or guys agar kbhi mobile ka software creack ho jata hai tab bhi hme apne mobile me software ko dalna ya update karna padta hai.
guys ye karan hai ki apne mobile me software ko dalna ya update karna padta hai.
jio mobile phone ko flash ( Software Install ) kaise kre ?
guys mobile me software ko install karne ke liye Requirements hai aap in sbhi Requirements ko complete kar le or fir aap hmare duvara btaye gye steps ko follow kar ke apne mobile phone me software ko install kar sakte hai.
no.1 guys aap ko apne mobile model number ke anussar Jio Keypad Phone Flash File ki jarurat hogi aap google par search kar ke apne model number ke file ko download kar le.
no.2 ab aap ko ak usb drive ko download kar lena hai jo niche diye gye link par click kar ke aap download kar sakte hai.
password: JTAG PLAYER TEAM
no.3 guys ab aap ko last ak flash tool ki jarurat pdegi jiska bhi link mene niche de diya hai aap vha jakar ise bhi download kar sakte hai.
step: 1 guys sabse phale aap ko niche jo file or software unko download kar lena hai or fir aap ko flash tool ko download kar lena hai.
step: 2 guys ab aap ko flash tool ko open kar lena hai jub aap flash tool ko open kar le to aap ko apne mobile phone ki software file ko load ya upload krana hai. software file ko uplod krasne ke liye aap ko flast tool ke top menu me fist option ko click karna hai.
step: 3 ab aap ko apne jio ka mobile phone ko lena hai or usko switch off kar lena hai. guys switch off karne se phale aap ko apne mobile ko 40% ya isse jyada charge ho na chaiye or fir aap apne phone ko switch off kar le or ak data cable se apne mobile ko computer ya pc se connect kar le
step: 4 jub aap apne mobile ko data cable se duvara pc ya computer se connect kar le to fir aap ko apne mobile me boot option ko on karna hoga boot opion ko on karne ke liye aap ko apne mobile ke keypad me 5 ko long press karna hoga
step: 5 jub aap apne mobile me keypad me 5 long press krege tub aap ka mobile flash tool se connect ho jayega. jub aap ka mobile flash tool se connect ho jaye tub aap ko top menu bar me 3 option start par click karna hoga
step: 6 guys jub aap start button par click krege tub aapke mobile me software install hone lag jayega ye software 5 min ka time lega jub aap ke mobile me software complete install ho jayega tub aap ko ak massage show hoga jis me aap ko successfull show hoga.
guys ab aap apne mobile ko computer se htale or apne mobile ko boot ya on kar le
now guys aap ka software completely install ho gya ab aap apne mobile ko use kae sakte hai.
so guys aaj ka hmara ye post aap ko kaisa laga agar aap ko hmara ye post aacha laga hai to aap hmare is post ko like or share jrur kre or agar aap ka koi swal hai to hme commeant me likhe.

- How to recover delete images and photo using android mobile in hindi
- How to find lost mobile phone in hindi
guys ab aap apne mobile ko computer se htale or apne mobile ko boot ya on kar le
now guys aap ka software completely install ho gya ab aap apne mobile ko use kae sakte hai.
so guys aaj ka hmara ye post aap ko kaisa laga agar aap ko hmara ye post aacha laga hai to aap hmare is post ko like or share jrur kre or agar aap ka koi swal hai to hme commeant me likhe.
Genrerating Link.... 15 seconds.
Your Link is Ready.
0 Response to "jio mobile phone ko flash ( Software Install ) kaise kre ?"
Post a Comment