Hacked gmail account ko recover kaise kare ?

Ad Code Here

hii guys aaj ke post hum Hacked gmail account ko recover kaise kare ? iske baare me hum detail me janege. Guys agar aap ko lagta hai ki aap ka gmail account hack ya hijacked hai ? to aap ko es post me aapaki saari probles ka javab mil jayega.

Hacked gmail account ko recover kaise kare

Guys hmare gmail account me mainly ye problem aati hai jub hmara gmail account hack hota hai.

  1. gmail me wrong password show hona.
  2. gmail me baar baar Reconnect show hona.
  3. gmail account me kuch remove ya add karna.
ye 3 kaarn hone par hme pata chalta hai ki hmare gmail account hack huaa hai.to guys agar aap ke gmail me bhi aisa kuch hota hai to aap ko apne gmail ki secourity change karne ki jarurat hai agar aap aisa nhi karte to hacker aapke vo sbhi account hack kar leta hai jese aap ne apne gmail (google account) se connect kiya hai.

Read more:- jio mobile phone ko flash ( Software Install ) kaise kre ? 
Read more:- hacked instagram account ko recover kaise kare in hindi 

guys aap exampal ke liye maan le ki aap ne ek goldenboy@gmail.com ek gmail account create kiya hai, or aap ne es gmail account ko apne fb account (facebook account) se link kar diya hai. ab agar hacker ne aapka goldenboy@gmail.com hack kar liya ahi to ab uske pass facebook account ka bhi control chala jayehga jis se vo aapke fb account ko bhi aaram se hack kar lega.

so guys aap ke gmail account hack hone se gmail me connect another account ko bhi hack kar lega esliye aap ko apna gmail account ko secour or safe rakhana bhut hi jruri hai.
Guys ab me aap ko apa gmail account ko safe rakhane ki kuch tips duga jisko aap use kar ke apne gmail account ko safe kar sako.

Read more:- [*New*] 10000+ WhatsApp Groups Invite Link Collection [*letest*] 
Read more:- blog se bed back link kaise remove kre 

gmail account ko hack hone se kaise bachaye ? 

guys ab me aapko apne gmail account ko hacker se bchane ke kiye kuch tips duga or agar aap un tips ka use karte hai to aap apne amail ko hacker se safe rakha sakte ho.
  1. gmail ki login details kishi ko share naa kare.
  2. gmail ke password ko strong bnaye.
  3. gmail me 2 steps verification on kare.
  4. time to time apne gmail ka password change kare.
Guys agar aap ye tips follow karte hai to aap apne gmail account ko hacker ke duvara hack hone se bacha sakte hai. to chaliye ab hum aap ko bata de ki kaise hack google account ya gmail account ko kaise recover kare

Hacked gmail account ko recover kaise kare ?

Guys agar aap apna gmail account recover karna cahate to niche diyegye steps ko follow kre or agar aap ko inme se koi staps ke baare me kuch puchna hai to aap hme commeant kar sakte hai.

Step: 1 guys aap sabse phale apna koi bhi enternet brouser ko open kar le or fir usme log in google account ya log in gmail account tyipe kre or fir yha par apna gmail or password dal kar log in kre
ab agar aap apne account me log in nhi kar parhe hai. or aapko wrong password ka massige show ho rha hai to aap fir niche diye gye forget password par click kre.

Step: 2 Then yha par ek new windo open hogi jha par aapko apna email enter karna hai or fir next par click kar dena hai. jub aap next par click krege tub yha par aapko password recovery ke liye apna mobile number enter karna hai. jisko aapne apne gmail account ko create karte time huye diya thaa.

step: 3 then guys aab aap ke pass ak coad aayega aap es coad ko gmail password recovery par tyipe kar de or fir enter kar de. Jub enter krege tun aap ko ak new windo open hogi jis me news password or confirm password tyipe karne ko kha jayega aap yha par ak storng password daal de.

So guys ab aapne apna gmail account hacker se recover kar liya hai. or agar aap ko es post ke baare me kuch or jankariya chaahiye to aap hme commeant kar sakte hai. or es post ko jyada se jyada share or like jrur kre.

0 Response to "Hacked gmail account ko recover kaise kare ?"

Post a Comment

Article Top Ads

Central Ads Article 1

Middle Ads Article 2

Article Bottom Ads