How to find lost mobile phone in hindi

Ad Code Here

How to find lost mobile phone in hindi

How to find lost mobile phone in hindi

find-lost-mobile-phone
How to find lost mobile phone in hindi 

Hello dosto kaise hai aap dosto jaisa ki aaj ke post ka title How to find lost mobile phone in hindi read kar ke aap ko pata hi ho gya hoga ki hum aaj ke is post me kya include karne vale hai dosto aaj ke is post me aap ko apne lost mobile phone ko search karne ka one of the best trick ko batauga dosto agar aap ka mobile phone khi par lost ho gya hai or aap ka bhut hi sensitive data aap ke lost phone me hai or aap us phone ko lekar bhut jyada upset hai to aaj ka ye post aap ke is probleam ka soluson hai to dosto jyada time n lete huye cliye

find lost mobile phone in stap by stap

Stap.1

Dosto aap ko is trick ko apne mobile me use karne ke liye aap ko apne android mobile me subse phale niche deye gye link se log in kar le dosto log in karna bhut hi aasan hai aap apni kishi bhi google id ya gmail id ko is me dalkar fir apni gmail id ke password dal de or log in ke button par click kar de friends jub aap login ke button par click krege to aap is me log in ho jye ge

click this link

Stap.2

Dosto jub aap is wabsite me log in ho jayege to aap ko is wabsite me 3 option dekhai dege

1.location:-

Dosto is option me aap ko apne mobile phone ki present location ka pta lgega is option se aap ka mobile khi bhi ho aap ko apne mobile ki location ka pata show hoga

2.Ring:-

Friends is option me aap apne mobile me 5 minutes tak Ring ko on kar sakte ho jisse aap ka mobile khi bhi ho aap ke mobile me ring on ho jyegi jub tak koi uska power button nhi press kar de aap ke mobile ki Ring ya toune on hi rhegi

3.Erase Data to your phone:-

Dosto agar aap ka phone lost ho gya hai or aap ka phone aap ko nhi mil rha hai or aao ke phone me kuch important or sensitive data data hai jishe aap kishi kobhi nhi btana chate hai to dosto is option me aao ka mobile jub bhi internet se connect hoga to aap ka sara important or sensitive data aapke mobile se permanently delete ho jye ga jisse ki aap ka data koi or nhi dekha payege but ye keval mobile storage ke data kohi delete kar sakta hai aap ke mobile me insert memory card ke data ko delete nhi kar sakta hai

To dosto aaj ka hmara ye post aap ko kaisa lga hme commeant jrur kre or agar aap aishi hi tachnical or bloging or interner se judi hui post ko red karna chate ho to aap hmare blog ko subscribe kar sakte ho or aao mhe facebook page par bhi like kar sakte ho

0 Response to "How to find lost mobile phone in hindi "

Post a Comment

Article Top Ads

Central Ads Article 1

Middle Ads Article 2

Article Bottom Ads