hacked instagram account ko recover kaise kare in hindi
10 Jul 2018
Add Comment
Ad Code Here
guys agar aap ka instagram account hack ho gya hai, or aap ko apane instagram fir se recover karna nhi aata hai or aap internet par hack instagram ko recover karne ke tips ko search kar rhe hai ? to aaj ka ye post aap ke liye hi hai.
guys sabse phale hum ye janlete hai ki hmara instagram hack kaise or kyu hota hai jis se future me hmara instagram hack na ho sake
instagram hack kaise or kyu hota hai?
guys instragram hack hone main reason hota hai ki hum kishi bhi fack wabsite me apna gmail id or password se login karte hai. guys agar hum kishi bhi wabsite me apna account create karte hai to us wabsite me hmara gmail id, phone number,or password save hota hai.
jiska use kar ke koi bhi hacker hmare instagram ko hack kar sakta hai, or agar wabsite ki security bhut hi kamjor hai, to hacker us wabsite ko hack kar ke usme save hmara login data copy kar leta hai.or fir vo us login deta ka use kar ke hmara instagram account ko hack kar leta hai.
Read more:- top ways to make money online in hindi
Read more:-How to recover delete images and photo using android mobile in hindi

instagram account ko hack hone se kaise secure kre ?
guys agar aap apne instagram ko hack hone se safe rakhana chate ho to aap ko niche diye gye tips ko follow karna hoga agar aap sbhi tips ko follow karte hai to aap ka instagram hack hone se bacha rhega.
on.1 guys aap ko kbhi bhi http:// vali wabsite par apna gmail account nhi dena hai ya usme log in nhi karna hai.
no.2 kishi ko apna gmail id ka password nhi dena hai or gmail password par two step verification ko enable karna hai
no.3 guys aap ko apna gmail id ka password time par update karna jruri hai agar aap old password ka use karte hai or aap password ko update nhi karte hai to aap ka account hack ho sakta hai.
to guys agar aap hmare duvara btaye gye in tips ko follow karte hai to aap ka imstagram account hacker se safe rha sakta hai. or koi bhi hacker aap ke account ko hack nhi kar sakta hai.
Read more:-How to find lost mobile phone in hindi
Read more:-how to Write full seo friendly post using any android mobile in hindi

hacked instagram account ko recover kaise kare ?
guys agar aap ka instagram account hack ho gya hai ya fir aap ko laqgta hai ki aap ka instagram account hack hai to usko recover karne ke liye aap ko hmare duvara provide kraye huye kuch tips ko follow karna ho ga. to frends ab chliye janlete hai ki vo tips kon shi hai jis se aap apne hack instagram account ko recover kar sake.
Step: 1 agar aap ka insta gram hack ho gya hai to aap sabse phale apne account me login (https://www.instagram.com/accounts/login/ ) karne ki koshis kre agar aap apne account me log in nhi kar sakte or aap ko wrong password ka message show kar rha hai to aap bilkul bhi paresan mat hoiye aap forget password par click kar de.
stap: 2 guys jub aap forget password par click kar de tub aap ne jis number ya gmail se instagram account bnaya hai vha par ak confirmation massage ya link milega aap ka agae gmail se account bnaya huaa hai to aap ko confirmation link milega aap ko us link par click karna hai.
ya agar aap ne apna account mobile number se bnaya hai to aap ko ak coad milega jub aap ko massage coad mil jaye to aap ko us coad ko instagram me type kar dena hai.
step: 3 aap ke samane ak new windo open ho jayegi jisme aapko apna usearneme type karna hoga. agar guys aap ko apna username yaad nhi hai to aap ne jis number ya gmail se instagram account create kiya tha us number ya gmail ko usearname ki jgah par type kar de.
step: 4 jub aap number ya gmail type kar de tub aap ko reset password par click kar de ab aap ke samane ak new windo open ho jayegi jisme aap ko 3 option dekhane ko milege
1.new password
2.new password confirmation
3.reset password
guys yha par aap ko apna ak new storng password type karna hai or new password confirmation par fir se same password yype kar ke reset password par click kar dena hai.
ab guys aap ka instagram account recover ho jayega but agar hacker ne aap ke instagram account se aap ke mobile number or gmail ko remove kar deyahai to aap fir se apna acount recover nhi kar sakte
kyoki jub aap reset password ko click kar ke apna mobile number ya gmail type karte ho to instagram aap ke mobile mumber ya gmail ko reject kar dega or aap apne instagram ko recover nhi kar sakoge.
to guys aap ko hmara aaj ka ye post kai sa laga hme commeant kar ke jrur btaye agar aap ko hmara yr post aacha laga to iss post ko jyada se jyada share or like kre or ager aap aise hi technical post ko read karna chate hai to aap hmare blog ko subscribe kar sakte hai.

Genrerating Link.... 15 seconds.
Your Link is Ready.
0 Response to "hacked instagram account ko recover kaise kare in hindi"
Post a Comment