How to recover delete images and photo using android mobile in hindi

Ad Code Here

How to recover delete images and photo using android mobile in hindi

How to recover delete images and photo using android mobile in hindi

How-to-recover-delete-images-and-photo-using-android-mobile-in-hindi
How to recover delete images and photo using android mobile in hindi  

Hello dosto kaise hai aap dosto aaj ke is post me hum aap ko apne android mobile se delete photo ko without pc ya computer ki help liye recover karne ki trick ke bare me jankari dege dosto aaj ke is post me hum aap ko ak aise android app ke bare me jankari dege jis ki halp se aap apne mobile phone se delete photo ko kaise vapas recover kar sakte hai dosto aap ko is app ka koi bhi charge hni dena hoga or ye aap ko google play store me aaram se mil jayega aap vha se is app ko download bhi kar sakte ho to dosto ab jyada time n lete huye cliye suru karte hai Dosto is application ka naam DiskDigger hai aap is naam se google play store se search kar ke is application ko download kar ke install kar sakte ho install ya aap kishi bhi wab brouser me DiskDigger application ka naam dalkar use download kar use install kar sakte ho install karne ke bad aap ko is application ko use karne ka trika niche deya gya hai aap us method ko follow kar sakte hai

how to use DiskDigger application

Dosto is application ka interface bhut hi simple hai aap aap hmare duvara btaye gye method ko follow kar ke aap is application ko bhut hi aasani se use kar sakte hai

stap.1

download DiskDigger application and install android mobile phone

stap.2

jub aap DiskDigger application ko install kar lo to aap is application ko open kar le

stap.3

jub aap DiskDigger application ko open kar le to aap ko  Start Basic Photo Scan par click karna hai

stap.4

jub aap  Start Basic Photo Scan par click kar lete hai to Ab scanning start ho jayengi or aap ko thodi der baad sabhi delete photo is application me show hogi ab aap jise bhi recover karna chahte hai us par click kar karna hoga

stap.5

ab aap ko images ka storage location select karna hoga jub aap image ka storage location select kar le to fir aap ko save button par click karna hoga or aap ki images aap ke duvara select location par save ho jayegi ab aap apni delete images ko apne android phone ka storage open kar kar aap apni images ko use kar sakte hai ya share kar sakte hai



dosto is app ka use kar ke aap bina kishi bhi technical ingneer ke pas jaye apne ghar par hi bina koi computer ya pc ka use kiye bna hi apni important se important delete photo ko recover kar sakte hai or aap ko is app ka koi bhi paise pay nhi karne hoge or aap is app ko kshi bhi wab brouser ya google play stor se bina kishi bhi rukavt ke download kar ke use kar sakte hai or dosto is app ko use karna bhi bhut aasan hai is ka interface bhi bhut hi smpile hai aap is app ko ak bar hmare duvara btaye gye methord ko follow kar ke use krege to baad me aap ko bina kishi bhi halp ke is app ko use kar sakte hai or aap keval 1 min. Se bhi kam time me apne delete photo ko vapas apne mobile par pa sakte hai

To dosto aap ko hmara ye post kaise lga agar aap ko hmare duvara post kiye gye article aacha lga to aap hmare wabsite www.nuswami.com ko subscribe kar sakte hai taki hum jub bhi new article post krege to aap ko hmare us post ka information apne gmail account par mail se pata chal jayega or aap hmare facebook page ko bhi like kar sakte hai hum hmare article facebook page par bhi post karte hai

0 Response to "How to recover delete images and photo using android mobile in hindi "

Post a Comment

Article Top Ads

Central Ads Article 1

Middle Ads Article 2

Article Bottom Ads