blog se bed back link kaise remove kre

Ad Code Here

blog se bed back link kaise remove kre

blog-se-bed-back-link-kaise-remove-kre
blog se bed back link kaise remove kre
hello friend aaj ke is article me hum blog se bed back link kaise remove kre is ke bare me jankari dege dosto new website ko Google search engine me lane ke liye back link bhut jyada important hai kyo ki agar aap ke website par Koi bhi back link nhi hogi to google search engine ya koi or search engine me aap ki website kbhi bhi rank nhi kregi jis se aap chahi jitna bhi good content post kar de ya full seo friendly article writer kar le aap kbhi bhi google ya koi or search engine me no.1 rank par nhi aapaye

ge to dosto jitna jruri ak best content writer Karna hai utna hi jruri hai website par back link banana or agar dosto dosto agar hmare wabsite par bed back link hoge to aap chahe jitni bhi post ko write kar le aap no1 rank par nhi aasakte iss liye dosto website par se hme bed back link ko remove Karna bhut jyada jruri hai to dosto aaj ke iss post me hum aap ko blog se bed back link kaise remove kre ke bare me completely jankari dege to aap hmare pure post ko read kte taking aap bhi apni website se bed back link remove kar sake 


bed Backlink ya Unnatural Links kya hoti hai 
dosto ded back link ko remove karne se phale aap ye janle ki Unnatrural Links kishe khate hai ya unnatrural links kya hoti hai dosto Unnatrural Links vo link hoti hai jo kishi website ya blog ko wrong treke se link karte hai ye link ko Bots

ya spammer create karte hai joki kishi website blog ke liye bhut jyada galat hai iss se aap ka blog ya website penalized ho jata hai or aap ki website ya blog google jaise search engine me show nhi hoti hai or aap ki traffic bhut jaldi down ho jati hai iss liye aap se jitna ho sake aap Unnatural Links se dur hi the or aap ke website par Unnatural Links ko remove karte rhe jis se aap ke website ya blog ko penalized hone ka katara nhi hoga 

dosto Unnatural Links ek tahar ki black hat Seo technique hai Jo kuch time ke liye aap ke website ya blog ko no1 rank par la sakta hai but fir aap ki website ya blog par bhut jyada buraa hora hai aap ki website ya blog ki authority ko bhut hi jaldi se down kar deti hai iss liye aap ko iss Unnatural Links se apani website or blog ko bchana chahiye or inako remove karne ki jankari bhi honi chaiye 

how to Remove unnatural links stap by stap

no.1 collect data for Backlink 

dosto unnatural links ko remove karne ke liye aap ko sabse phale apne blog website me ye search Karna hoga ki aap aap ke backlink kaise hai ya aap apne blog website ke backlink ko google ke tools Search Engine Optimization se check kar le 


friends backlink check karne liye online market me bhut se tools bhi mil jayega aap Open Site Explorer, Ahrefs Site Explorer ya Regal Search Engine Optimization jaise tools ko use kar sakte ho or apni website ki backlink ke bare me puri details nikal sakte ho 

in sabhi data ko aap export kar sakte hai  spreadsheet me jinko aap baad me dekha sakte hai or aap in sbhi data ko classify bhi kar sakte hai 

no.2 apne website ya blog ke sbhi back link ko access kare


dosto aap apni website blog ki back link ko kudha hi evaluate kar sakte hai or apni website blog ki backlink se ye jankari le sakte hai ki aap ke website me kon shi back link bed backlink ya Unnatural Links backlink hai dosto backlink me ye batana bhut hi muskil hai ki kon shi Hyperlink 
dangerous hai or kon shi normal hai lekin hum in links par nigaah jrur rakh sakte hai or dosto me aap ko kuch aaishi trick ke bare me btauga jis se aap apni sbhi website ki backlink par apani najar rakha sakte hai 

dosto aap Unreadable or Poor Content vale contents se duri bnaye rakhe
 Duplicate content: dosto aapko duplicate contents se savadhan rhana chahiye  iske liye aap us article ko copy kar ke online copy content check tools se check kar sakte hai  

no.3 keval unhi objects ko remove kre jinki jrurat nhi hai 

aap jub bhi apane website ya blog ke links ko remove karna chate hai to aap ko bhut hi jyada savdhani se removed Karna chahiye 

aap apane website ke backlink ko high se low ke anusahar hi set Karna chahiye or links ki priority ke anusahar hi aap ko links ko remove Karna chahiye



Backlink ko remove karne ke liye Disavow backlink Tool ka use kare 

dosto back link remove karne ke liye aap ko apni backlink ki puri jankari honi chahiye or agar aap ne wrong backlink ko remove kar deya yani ki aap ne bad backlink ki jgah par good backlink ko remove kar diya to aap ki website ya blog ke liye bhut hi jyada nuksahan ho Santa hai or aap ki website traffic me bhi bhut kami aasakti hai isliye aap backlink puri research kar ke hi remove kre taking aap ke website ko koi katara dekhane ko n mile or aap bed backlink ko hi remove kar sake 


Dhiyan rahe, agar aap Good Backlink ko remove karege to isse bhi aapka nuksan hoga, isliye links wahi remove kare jo sahi naa ho.

backlink conclusions 

dosto iss article me mene aap ko back link remove
ke bare me kuch aishi trick ke bare me jankari di hai jis ki madad se aap apane website ya blog ki Spammy Backlinks ko remove kar sakte hai joki aap ke website ke liye aachi baat hai iss se aap ki website se bad backlink remove ho jayegi or agar aap mere duvara bataye bye triko ko shi se follow krege to aap ko apni website se bad backlink ko remove karne me koi bhi problem nhi aayegi or aap badi hi aashani se apne pure website ke bad backlink ko remove kar lege 

or dosto mughe pura visvas hai ki mere duvara btaye gye method se aap ko ek or knowledge ke bare me jankari jrur mili hogi 

or mera aap sbhi readers se ye gujarish hai ki aap hmare duvara btaye gye post ke article ko apne friends dost restedar sbhi take share jrur kre taking kishi or kabhi hmare post se help ho sake 

thanking you


1 Response to "blog se bed back link kaise remove kre"

  1. Hello dosto aap ko hmara post kaisa lga commeant jrur kre

    ReplyDelete

Article Top Ads

Central Ads Article 1

Middle Ads Article 2

Article Bottom Ads