Website Kaise Banaye in Hindi | Free Google Website (Blog)
20 Jul 2018
Add Comment
Ad Code Here
Hello Guys kaise hai aap ? Guys aaj ka ye post unsbi ke liye hai jo online paisa kmaana chate hai. Guys aaj ke es post me aap ko internet ki sabse most Or sabse jyada trand ne rhane wali ke baare me batauga. Guys aaj ke es post me hum aapko [ Website Kaise Banaye in Hindi | Free Google Website (Blog) ] blogger par blog create karna shikhayege. Or vo bhi bilkul free me.
Guys aab tak to hum ne ye jana ki blog kyo bnate hai. Or aab hum janege ki hum blog kaise bnaye Or blog bnane ke liye hme kya kya requirement ki jarurt hoti hai. friends blog bnane keliye hme jyada kuch nhi keval hme kuch hi chijo ki jarurat hai. jinko mene niche diya hai.
Guys agar aap apni ek Wabsite ya blog create karna chate ho to aap ku chuch bhi coding knowledge ya koi course ki jarurat nhi hai aap ko keval niche diyegye steps ko follow karne hai. Or aapki wabsite bankar reday ho jayegi.
Guys ab me aapko btata hu ki hum wabsite kyo bnate hai.
- Online earning ke liye.
- aapni knowledge ko share karne ke liye
- apni life ke baare me tips share karne ke liye jaise bahut se karan ho sakte hai ek blog ya ek wabsite bnane ke.
- Ek Computer
- Ek Gmail account
- Ek internet connection
Website ya Blog Kaise Banaye steps by steps
Steps: 1 Guys Sabse phale aapko apne Gmail id www.Blogger.com par log in karna hai.
Steps: 2 aab aapko ak new windo open hogi jisme create a new blog ke button par click karna hoga.
Steps: 3 Jub aap create a new blog psr click karege to aap ko ek new windo open hogi. Guys aap ko es windo me sabse phale apne blog ka Title dalna hai. Or 2 option me aapko apne bloggre ka URL Name dalana hai. Or 3 option me Ek Template select karna hai. Or fir create blog par click kar dena hai.
Steps: 4 Guys jub aap create blog par click krege to aapka blog Ready ho jayega aab aap apne blog par post write kar sakte ho or apne post ko share kar sakte ho.
To Guys aap ko hmara ye post kaisa laga hme commeant kar ke jarur btaye agar aap ke kuch saawal hai to aap hme commeant box me tyipe kar sakte hai. hum aake saawalo ke jrur javaab dege.
Or agar aap ko ye post aachi lagi hai To aap es post ko apne friends ke saath share kar sakte hai.
- jio mobile phone ko flash ( Software Install ) kaise kre ?
- hacked instagram account ko recover kaise kare in hindi
🤗🤗Thunk you for Read this post 🤗🤗
Genrerating Link.... 15 seconds.
Your Link is Ready.
0 Response to "Website Kaise Banaye in Hindi | Free Google Website (Blog)"
Post a Comment