morse code kaise use kare ? (learn morse code step by step) in hindi

Ad Code Here

Hello Guys kaise hai aap aguys aaj ke post me hum morse code kaise use kare ? (learn morse code step by step) in hindi ke baare me details me janege. 

morse code kaise use kare
   
Guys vese to Internet  par Morse Coad ke baare me bhut kuch detail me hai but Internet par Morse coad ke baare me information english me hai. esliye aaj ke es post me hum aapko Morse coad ke baare me detail me jankari dege To guys ab jyada time na lete huye chaliye suru karte hai.

Morse coad kya hai or kaab developed huaa:- 

Guys MOrse coad purane Time me sanchar ke liye kaam me liya jata tha. esme Bip Bip ya dot dot ki aavaj se massage ko sand karte the. Or iska sabse jyada use world war 2 me huaa tha.
Guys eske use se world war 2 me secret massage ko sand kiya jata tha. Or esse hi jvano ko aadesh deye jate the.

Morse coad Developed :-

sabse phale morse coad ka develop Samuel Morse ne 1830s se 1840s ke bich me kiya tha. kyu ki ek baar unki wife ka ek important massage unke pass bhut hi dher se unke pas phucha tha.

jis se unko bhut gussa aaya or unhone ek jaldi se massage ko sand karne ki machine banane ki baat sochi or fir unhone ek wire wali bip dot se massage phuchane vali machine bnai.

jisme unhone bip or dot ke sound ko english ke Alfabet se joda dot dot bip se a ko bnaya aise hai bhut se word ke massage bnaye or jub ye bip dot se massage bhejte to dusri taraf Receiver machine me bit dot ka sound jata.

Or fir es sound ko translate kar ke massage ko read kar liya jata tha. fir baad me bip ya dot ka use bina machine ke massage phuchane ke liye ho gya tha.

jisme light ki help se massage phuchane lage ak long light fir short light aise kar ke log light ko bip or short light ko dot ke liye use hota tha.

learn morse code:- 

guys morse coad ko learn karna bhut hi aasan hai.aap ko morse coad sikhane ke liye me jo niche kuch staps btauga unko follow karna hai.

morse code kaise use kare

Guys morse coad sikhane ke liye upar diye gye images ko dhya se dekhe usme aapko A se Z tak saare charter deye hai. aapko dot or des  ko dekhana hai. jis me A ko show karvane ke liye ek dot(.)or ek desh(-) ka use kiya gya hai 

aap ko aise hi or name bnanahai jaise me hello bnana chata hu to me kya likhuga?

hello = ( ....  .  .-..  -- )

Guys aap ko bhi aise hi massage bnanane  hai Or aap in sbhi alfabet ke morse coad ko yaad kar le or fir aap jub chahe inko use kar sakte hai.


To guys aaj ka ye post aapko kisa laga hme commeant kar ke jrur btaye or agar aap ko hmara ye blog aacha laga to aap hmare blog ko subscribe bhi kar sakte hai.

0 Response to "morse code kaise use kare ? (learn morse code step by step) in hindi "

Post a Comment

Article Top Ads

Central Ads Article 1

Middle Ads Article 2

Article Bottom Ads