MI Redmi Note 5 Pro Phone Me 4K Videos Recording Enable Kaise Kare ?

Ad Code Here

hello Guys kaise hai aap Guys aaj ke post me hum MI Redmi Note 5 Pro Phone Me 4K Videos Recording Enable Kaise Kare ? eske baare me janege 
Guys aap to ye jante hi hoge ki market me mi Redmi Note 5 Or Note 5 pro sabse jyada sell hone vale android phone hai.

MI Redmi Note 5 Pro Phone Me 4K Videos Recording Enable Kaise Kare ?

Guys Mi Redmi ke phone bhut aache phone hai ok market me bhi enki aachi pakad hai. mi note 5 ke phone ki baat kre to jub mi ke phone market me lounch huye to en phone ke sbhi stock bhut hi jaldi kaali hone lage. 

enke lounch hote hi mi ke user ne buy karne ke liye online shoping wabsite par ganto time lgate the. 
but guys ab mi note 5 pro phone me 4k videos Recoding na hone ki ak problem hai. but aaj ke es post ko Read karne ke baad aap mi note 5 pro ke phone me bhi 4k videp Recording kar sakte ho.

Or eske liye aap ko hmare duva deye gye step ko follow karna hoga.

MI Redmi Note 5 Pro Phone Me 4K Videos Recording Enable Kaise Kare ?

Step:1 Guys 4k Recording karne ke liye sabse phale aapko apne mi ke pohne me google play store ko open karna hoga

Step:2 Or fir aap ko ek Application ko download karna hoga aap ko play store ke search bar me Open Camera naam vali application ko download karna hoga

Step:3 jub aap Open Camera Application ko download kar le uske baad aap ko es application ko open karna hai.

Step:4 application ko Open karne ke baad aap ko setting me jana hai.

Step:5 setting me jane ke baad aapko Resolution 4K UHD par ok kar dena hai.

Or fir aap es app ki help se MI Redmi Note 5 Pro Phone Me 4K Videos Recording kar sakte hai. 


To guys aaj ka hmara ye post aapko kaisa laga hme commeant kar ke jrur btaye Or aap hmare post ko jyada se jyada share jarur kre.

Thunk you!...

0 Response to "MI Redmi Note 5 Pro Phone Me 4K Videos Recording Enable Kaise Kare ?"

Post a Comment

Article Top Ads

Central Ads Article 1

Middle Ads Article 2

Article Bottom Ads