How To secure Your Wifi Network From Hacker In Hindi

Ad Code Here

Hello Guys Kaise Hai aap. Guys aaj ke es Post me hum aap ko apne wifi network ko Hacker se kaise bachaye eske baare me janege. Guys agar aap ka wifi Bar Bar Hack Hota hai ? To aap es Post Ko Read kar ke Apne Wifi Ko Hacker Se Secure Kar Sakte Hai.


Guys aaj kal hmari Privacy He hmari sabse badi samsaya hai kyo ki agar hmara data leek ho gya to hmako bhut jayada loss hoga kyo ki hmare Private Data me hmari saari jankari hoti hai. Or ushi jankari ki help se hacker hmare account ko hack Kar paata hai.

Jisse Hacker Ke pass Hmari saari Details Phuch jati hai. Or hacker Hmara Bank account Ya Hmare data ko Kishi duse hacker ko sell kar sakta hai. Esliye Guys Hmara Private data ko agar Hacker hmare wifi se chura le to kya hoga.

Guys agar Hum apne wifi se Connect hai. Or Apne mobile se Facebook Ya Koi Other social Network ko Suffering kar rhe hai to agar hacker ne hmare wifi ko hack kar liya to vo hmare saare social account Ko hack kar sakta hai Or Hmare Social network par galat kaam kar sakta hai. 


Esliye Guys hme apne wifi ko Hacker se secure rakhana chahiye jis se ki hum secure ho sake
Agar aap ko apne wifi ko Hacker se secure karna hai to me niche kuch Tips de rha hu aap enko follow kar sakte hai.

How To secure Your Wifi Network From Hacker ?

Step: 1 Disable WPS WiFi Security

Guys Agar aap Ke Wifi Me Router Me WPS Security hai. To aapko Sabse Phale WPS Ko htakar vha par WPA Wifi Security Ko Enable Karna hai. Kyo ki WPS Wifi Security ko asani se hack kiya jasakta hai. Or Agar aap WPS Security Ko Hack Karna Chate HO To aap apne Android Mobile Me Kuch apps Ya application Ki Help Se aasani se hack kar sakte ho.

Lekin WPA WIfi Security Ko Hack Karna aasan nhi hai. aap WPS ko apne wifi Rotur Ke Advance setting Me jakar Enable kar sakte ho.

Step:2 Don't Use WEP

Guys agar aap Wep security ka use apne wifi ke liye karte ho to esko bhi use Na kare kyo ki WEP Security fist wifi security hai jo ki aab bhut hi old ho gyi hai Or Esko hack karna bhi bhut hi simple hogya hai. kyoki WEP security Me Koi Update na aane Or eske bhut hi kamjor Security Hone ke karan esko koi bhi hacker aasani se hack kar sakta hai.

Wep security ko ko hum aircrack-ng karli linux ke software aki halp se aasani se hack kar sakte hai.

Step:3 Reduce Your Signal Dstance

Guys agar aap apne Wifi Router ko Apne Ghar par hi use karte hai to aap ko jitne signal ki jarurat utna ki signal Dstance ko use kare kyo ki agar koi hacker aap ke ghar se bhar se aapka wifi hack karne ki koshis krega to usko wifi ka Signal bhut hi kam milega jis se vo aapke wifi ko hack nhi kar sakega.

Step:4 Turn On Dos Prevention

Guys agar aapke pass wifi Router ka letest launch version hai To aapke wifi Router me Dos Prevention Ka Option jrur hoga. aapko usko advance setting me jakar Dos prevention ko Enable karna hai Guys isse aapka wifi Or jyada secure ho jayega Or hacker usko aasani se hack nhi kar payega.
Step:5 Hide your wifi

guys Hide wifi ke Option se aap apne wifi ko hide kar sakte ho. jis se aapka wifi Or jyada safe Or secure ho jayega. 

Step:6 choose strong password 

Guys Storng Password security me bhut hi jyad important hote hai kyo ki agar aap apne password ko strong rakhate hai to hacker ko aapka wifi hack karne me bhut hi Muskil hogi kyo ki ek strong password hmare security ka ek bhut ki jruri Or aavasayk hissa hota hai.

Step:7 change your Password Regularly 

Guys jitna jyada hmara password strong hona jruri hai utna hi hmare password ko Regularly change karna bhi jruri hota hai. kyoki agar aapka password kbhi hacker ko pata chal jaye to vo aapke wifi ko aasani se excess kar sakta hai. but agar aap password ko change kar dete hai to hacker aapke account ko excess nhi kar payega Or aapka data safe rhega.

To guys aaj ke liye etna hi agar aap ko hmara ye post aachalaga hai to aap es post ko like or share jrur kre Or agar aap aise hi Technical post par day chate hai to aap hmare blog nuswami Technical ko subscribe kar sakte hai. 

0 Response to "How To secure Your Wifi Network From Hacker In Hindi"

Post a Comment

Article Top Ads

Central Ads Article 1

Middle Ads Article 2

Article Bottom Ads