http:// or https:// kyo hota hai or inme kya difference hota hai
Ad Code Here
http:// or https:// kya hota hai or inme kya difference hota hai
http:// or https:// kyo hota hai or inme kya difference hota hai |
Hello dosto kaise hai aap dosto aaj ke is post me aap ko http:// or https:// me kya difference hota hai uske bare me jankari duga dosto sbuse phale hum ye jan lete hai ki http:// or https:// ka kya matlab hota hai dosto aap ne jub bhi internet par surfing ki hai or aap ne koi bhi ak wapsite ko open kiya hai to us wapsite ke url bar me sbse phale aap ko http:// ya https:// or fir domen name dekhai de ta hai dosto http:// ka pura naam (full form) “Hyper Text Transfer Protocol” hai or https:// ka pura naam (full form) "secure Hyper Text Transfer Protocol" To dosto ab jyada time n le te hute http:// or https:// me difference ko jan lete hai
http:// kya hota hai
1. Dosto http:// wabsite me hum jub bhi website par kuch bhi data search karte hai to hmare computer or wab server ke bhich jo bhi information ya data share hota hai vo smiple ya normal text me share hota hai agar koi black hat haker hmare computer or wab server ke bhich ke is exchange information ko hack kar leta hai तो vo hmare ya wab server duvara share data ko aasani se read kar leta hai jis se hme bhut hi jyada katra ho sakta hai
https:// kya hota hai
Dosto is https:// wabsite me data encrypt formet me share hota hai yani ki ak aishi langauge me jisko decoad karne ki key hmare or wab server ke pas hoti hai yani ki us encrypt langauge ko simple langauge me convert karne ki key jisse hum us lanauge ko aasani se read kar sakte hai dosto agar hum koi normally website ko use karte hai jese ki ebook read karne ke liye funny joks read karne ke liye ya fir koi movie ya mp3 song download karne ke liye use karte hai to aise me agar koi hmare computer ya koi dusre device or wab server ke bhich me hone wala data transfer ko koi hack kar le ta hai to vo ak simply user ko koi nukasan nhi phucha sakta hai lekin agar hum koi apani sensitive information jese ki bank detel ya importent jankari ya koi id password ya koi or ashi information jiske kishi hacker ke hatho me padne se hme kishi bhi tarh ka nuksan hota ho to aise information kbhi bhi kishi unsecured site [ http://domen name] par share nhi karni chahiye tabhi online shopping website https protocol ko use karti hai taki customer duvara share ki jane vali information secure rhe or google bhi ashi wabsite ko jyada manyta nhi deta hai
To dosto aasha karta hu ki aap ko http or https wapsite ke bich ka anatar pata ho gya ga agar aap ko fir bhi http or https wapsite me koi dauth hai to aap hme comment box me apna comment jrur likhe taki hum aap ki help kar sake or doato hmare wapsite ko subscribe karma mat bhuliye ga kyo ki aage hum jo bhi technical se sambandit post dale to aap ko suchana mil sake or aap us post ko read karke kuch nya learn kar sako
0 Response to "http:// or https:// kyo hota hai or inme kya difference hota hai "
Post a Comment