How to create fevicon icon for blog and wapsite

Ad Code Here

How to create fevicon for blog and wapsite Hello dosto kaise hai aap dosto aaj ke is post me me aapko aapki wapsite ya blog ka favicon icon ya site icon create karna sikhauga us se phale hum ye janlete hai ki fevicon icon ya site icon kya hota hai dosto fevicon icon agar aap koi bhi wapsite search krege to unke title bar me ak small images bhi dekhai deti hai us image ko hi site icon khate hai doato fevicon icon aap ke blog ya wapsite ke seo ke liye bhi bhut hi jyada important hota hai or fevicon icon se aap ka blog or bhi jyada customize ho jata hai jis se ki aap ka blog or bhi jyada sunder lagne lagta hai jise aap ke wapsite ya blog ki traffic bhi increase ho jati hai to dosto jyada time n lete huye cliye suru karte hai
create-fevicon-blog-wapsite
create-fevicon-blog-wapsite

How to make a fevicon icon

Dosto fevicon icon bnana bhut hi simple hai agar aap ak bar fevicon icon bnana sekha gye to us ke bad aap bina kishi halp ke bna sakte hai or fir aap us icon ko apne blog wapsite ya apne android app kshi me bhi use kar sakte ho to aap hmare duvara diye gye stap ko follow kar ke ak bhut hi intresting or beautifull site icon create kar sakte ho
stap 1 Dosto sbse phale aap koi bhi ak brouser ko upon kar le fir uske bad me aap brouser ke search bar me fevicon icon generator wapsite ko open kar le
stap 2 jub aap fevicon icon generator wapsite ko open Kar lege tub vha par aap se ak image ko upload karne ko kha jayega aap koi bhi ak image jise aap apni wapsite ya blog ka icon bnana chahte hai us image ko upload kar ke generat fevicon icon button par click kar de
stap 3 Jub aap generat fevicon icon par click kar dege to fier vo site aap ko ak link degi is link par likha hoga download your fevicon icon aap us link par click kar ke apna fevicon icon ki zip file ko download kar le
stap 4 Jub aap jip ko download kar le to aap us zip file ko open kar le or fir aap apne wapsite ya blog ko open kar le jub aap wapsite ya blog ko open kar lege to aap ko apne wapsite ki satting me jakar fevicon icon so upload kar dena hai fir aap apne wapsite ki satting ko save kar de satting save karne ke bad aap ka fevicon icon upload ho jyega aap apni wapsite ya blog ko refearce kar ke apne fevicon icon ko cheak kar le
To dosto aaj ka hmara fevicon icon vala post aap ko kaisa lga hme commeant jrur kre or aise hi technical post ko dekhne ke kiye hme subscribe jrur kre

0 Response to "How to create fevicon icon for blog and wapsite"

Post a Comment

Article Top Ads

Central Ads Article 1

Middle Ads Article 2

Article Bottom Ads