mobile Root Kya Hai Root Ke Fayde Aur Nuksan ?

Ad Code Here

Hello Doato Kaise Hai Aap Jaisa Ki aaj Ke Iss Post Me Hum aapko mobile Root Kya Hai Root Ke Fayde Aur Nuksan ? ke  Baare me Details me Jankari dege To Agar Aap Bhi Apne Mobile Ko Root Karna Chate Hai To Iss Post Ko Ek Baar Jrur Read Kre.

mobile-Root-Kya-Hai-Root-Ke -Fayde-Aur-Nuksan

Dosto Aaj Kal Bhut Se Log Apne Phone Se Hacking Ya Paise Earn Karne Ke Liye Apne  New Or Branded Mobile Ko Root Kar Lete Hai. Jis Se Baad Me Unko Bhut Jyada Nuksan Uthana Padta Hai. Or Unka New Mobile Kishi Bhi Kaam Ka Nhi Rhata Hai Or Market Me Bhi Uski Koi value Nhi Rhati Hai.



To Guys aab Jaan Lete Hai Ki Agar Hum Apne Mobile Ko Root Karte Hai To Hme Kya Lose Or Kya Profit Hoga.

Android Mobile Ko Root Karne Ke Fayde/Profit ?

Guys Sabse Phale Hum Ye Janlete Hai Ki Android Mobile Ko Root Karne Ke Kya Fayde Hote Hai Inn Sbhi Ko Mene Niche Tips by Tips  Bataye Hai To aap Inko Niche Se Read Kar Sakte Hai.

Tips:1 Access All Option And Remove All Limitation

Guys Jub Hum Koi Mobile Ko Root Kate Hai To Hum Unn Sbhi Limitation Ko Remove Kar Sakte Hai Jo Company Ne New Mobile Me Dali Ho Or Vo Hmare Normal mobile Se access Nhi Hoti Thi.

Jaise Ki Hum Apne Mobile Ke System Application Ko Remove Kar Sakte Hai. Apne Mobile Me Ek Application Ke Bhut saare Clone bnakar Same Mobile Me Use Kar Sakte Hai. Or Hum apne Android Mobile Ke System Software Ko  Edit Kar Sakte Hai. Ya Hum Apne Mobile Ke Version Ko Increase Kar sakte Hai. 

Jaise Ki Agar Hmara Mobile Me 5.0 lollipop Version Hai To Hum Uss Ko Increase Kar Ke 6.0 marshmallow sakte Hai.

Tips:2 increase device Performances And Battery Life 

Dosto Jub aap pne Mobile Ko Root Kroge To aap Ko Apne Mobile Or Battery Life me Boost up show Hoga aapke mobile Me saare apps aachi Tarah se work Krege Or aap Ke Mobile Ki Battery Life Bhi Long ho Jayegi.

Tips:3 install/Download All Incompatible Application 

Dosto Mobile Ko Root Karne Ke Baad Aap Un Sbhi Incompatible Application/ Apps Ko Apne Mobile Device Me Install Kar sakte Hai JInhe Aap Bina Root Ke Device me nhi Kar Sakte The.
To Guys Aab Hum Janlete Hai Ki Android Mobile Ko Root Karne se Kya Kya Nuksan/Loss Ho Sakte Hai.

Mobile Device Ko Root Karne Ke Nuksan/Loss ?

aab Tak Hmne Apne Device Ko Root Karne Ke Fayde/Profit Jaane The Aab Hum Apne Device Ko Root Karne Ke Nuksan/loss Janege. 

Tips:1 Processor Ram Damage 

Jub Hum Apne Mobile Ko Root Karte Hai To Root Karte Time Jo Processing Hoti Hai Uss Se Mobile Ka Processor Or Ram Damage Ho Jata Hai. Jis Se Hmara Mobile Root Ke Ek Mounth To aaram Se Work Karte Hai Fir Vo Damage Ho Jata hai Jis Se Usse Repair Karne Me Bhut Jyada Paise Lagte Hai Ya Fir Vo Mobile Device Kbhi Repair Hi Nhi Hoga.
Tips:2 loss New Phone Warranty 

Guys Agar aapne abhi aak New Phone Bay Kiya Hai Or aapne Us Phone Ko root Kar Ke Damage Kar liya Hai. Tub aap uss Phone Ko Company Me Repair Karane jate Hai To aap ke Phone Ki Warranty Accept Nahi Hogi Kyo Ki Company Apne New Phone Ko Root Ki Koi Warranty Nhi Leti Hai Or Aapke Pohine Ke Mobile Repair Ka Charge Bhi Lgega.
i hope aap Ko Hmara aaj Ka Post Aachi Tarah Samaj Me aagya Hoga. Or Agar aap Aise Hi New Technical Post Ko Par Day Read Karna Chate Hai To aap Hmare Blog Nuswami Technical Ko Subscribe Kar Sakte Hai 

Thunk You!...

2 Responses to "mobile Root Kya Hai Root Ke Fayde Aur Nuksan ?"

Article Top Ads

Central Ads Article 1

Middle Ads Article 2

Article Bottom Ads